Thursday, February 28, 2008

मन

आँखों को क्या चाहिए?
कुछ छींटें पानी के
दो कांटेक्ट लेंस
या एक शानदार चश्मा

चेहरे को क्या चाहिए?
एक मग पानी
और थोड़ा सा साबुन
जरा सी क्रीम
जरा सा लोशन

कान को क्या चाहिए?
मात्र दो तार
जो सुनाते रहे
संगीत लगातार

पांव को क्या चाहिए?
दो जोड़ी आरामदायक जूतें
एक दौड़ने के लिए
एक दफ़्तर के लिए

हाथ को चाहिए
एक घड़ी
उंगली को चाहिए
एक अंगूठी
गले को चाहिए
एक हार
बदन को चाहिए
कपड़े दो-चार

जीभ को चाहिए
थोड़ी सी चाट
थोड़ी सी मिठाई
और एक गरमागरम चाय

पेट को चाहिए
दो वक़्त का भोजन

शरीर की ज़रुरते हैं
बस इतनी ही
पर मन?
इसका पेट तो कभी भरता ही नहीं

इस मन, इस आत्मा का क्या करु?
इसे किस तरह से खुश करु?
इसे कैसे संतुष्ट करु?

ये शरीर तो नश्वर है
एक दिन मिट भी जाएगा
मगर आत्मा?
एक अच्छी-खासी मुसीबत है!
क्यूंकि ये तो कभी मरती भी नहीं!

सिएटल,
28 फ़रवरी 2008

इससे जुड़ीं अन्य प्रविष्ठियां भी पढ़ें


2 comments:

hindi-nikash.blogspot.com said...

raahul jee,
ab tak aapkee praayah jitnee bhi rachnaayen padhee hain maine, unmen aapkaa haasy-vyang ke sRujak kaa roop hee adhik dikhaai diyaa hai, kintu kuchh rachnaaon men aapko gahan daarshnik prashnon kaa badee saphaltaa ke saath samaadhaan khojte dekhnaa ek saarthak sRujansheel manasvee kee poori sajagtaa aur satarktaa ke saath sakriy hone kee aashwasti miltee hai.
aapkee yah kavitaa "mann" aapkee pichhlee mahatwapoorN kavitaa "amar prem" ke aage kee daarshniktaa ko roopaayit kartee hai. (mujhe yaad hai ki "amar prem" par mujhe sameekshaa likhnaa hai.)
aapkee yah rachnaa mann aur aatmaa ko santuSht karne kee pipaasaa aur peedaa ko ukertee hai. jahaan vigyaan samaapt hotaa hai vahaan se adhyaatm shuroo hotaa hai. shareer men mann aur aatmaa ko vigyaan sthool roop men naheen khoj paayaa hai lekin unkee upasthiti ko nakaar bhi naheen sakaa hai.
hamaraa vyaktitv do hisson men bantaa hotaa hai, pahlaa bhoutik hisssa jismen hamaaree bhoutik zarooraten bahut kam hain lekin hum unko bahut badaa banaa kar unkee poorti men is kadar leen ho jaate hain ki apne vyaktitv ke doosre hisse; mann aur aatmaa ke baare men sochne tak kaa samay naheen milta.
bhoutik aawashyaktaaon kee poorti ke baad aatmaa kee zarooraten poori karne ke baare men chintan karnaa ek eemaandaari hai.
yah rachnaa aadhyaatmik dwandwa kaa samarth pratimaan hai. ek saarthak rachnaa ke liye aapko saadhuwaad.

anandkrishan, jabalpur
phone- 09425800818

Anonymous said...

मगर आत्मा?
एक अच्छी-खासी मुसीबत है!
क्यूंकि ये तो कभी मरती भी नहीं!

एक पीड़ा और एक दंव्द का एह्सास दिलाती है। शायाद, कुछ कम लिखते तो शायाद ज्यादा असर दिलाती। फिर भी अच्छी है।